1.
Faslon ke faisle le liye chand lamho main;
Aur jab milne ka lamha aya,to
ek arsaa bita diya sochne mein...
2.
Rishte na haawi ho faislon par,
Sochte hue kuch rishte bikhar gaye
Aur ek faasla banta gaya;
#RITIKAGUHA